August 14, 2008

Gujarati Laughter Poem / Hazal

એ હજુય યાદ છે મને

એક વખત આપને દઈ દીધેલું દિલ, એ હજુય યાદ છે મને.
ને પછી ભરતો રહ્યો'તો હોટલનાં બિલ, એ હજુય યાદ છે મને.

હતા તારા ચહેરા પર બે ખિલ, એ હજુય યાદ છે મને.
ને લગાવતી હતી મારા પૈસે ક્લેરેસિલ, એ હજુય યાદ છે મને.

ને સાયકલથી સાયકલ અથડાવીને સોરી કહ્યાની સ્કિલ, હજુય યાદ છે મને.
ને પછીથી સાંપડી હતી સેંડલોંની હીલ, એ હજુય યાદ છે મને.

માનતો'તો હું કે પૈડા બે જ છે સંસારરથનાં, હું ને તું.
ને પાડોશમાં હતા તારા ઘણાં સ્પેરવ્હીલ, એ હજુય યાદ છે મને.

ને મિલાવવી હતી આંખથી આંખડી મારે, એ હજુય યાદ છે મને.
ને બાંધી'તી તે મારા હાથે રાખડી, એ હજુય યાદ છે મને.



With Regards,

Arpi

><>< Gujarati Poems-Gazal....For Gujju Friends ><><

From Arpi

કાનજીની વેબસાઈટ...

વાંસલડી ડૉટ કૉમ, મોરપિચ્છ ડૉટ કૉમ, ડૉટ કૉમ વૃંદાવન આખું,
કાનજીની વેબસાઈટ એટલી વિશાળ છે કે કયાં કયાં નામ એમાં રાખું?

ધારો કે મીરાંબાઈ ડૉટ કૉમ રાખીએ તો રાધા રિસાય એનું શું?
વિરહી ગોપીનું ગીત એન્ટર કરીએ ને ક્યાંક ફ્લૉપી ભીંજાય એનું શું?
પ્રેમની આ ડિસ્કમાં તો એવી એવી વાનગી કે કોને છોડું ને કોને ચાખું?
કાનજીની વેબસાઈટ...

ગીતાજી ડૉટ કૉમ એટલું ઉકેલવામાં ઊકલી ગઈ પંડિતની જાત.
જાત બળી જાય છતાં ખ્યાલ ના રહે ને એ જ માણે આ પૂનમની રાત.
તુલસી, કબીર, સુર, નરસૈંયો થઈએ તો ઊકલે છે કંઈક ઝાંખું ઝાંખું.
કાનજીની વેબસાઈટ...

એ જ ફક્ત્ પાસવર્ડ મોકલી શકે છે જેના સ્ક્રીન ઉપર નાચે છે શ્યામ.
એને શું વાઇરસ ભૂંસી શકવાના જેનાં ચીર પૂરી આપે ઘનશ્યામ?
ઇન્ટરનેટ ઉપર એ થનગનતો આવે, હું કોઈ દિવસ વિન્ડો ના વાખું.
કાનજીની વેબસાઈટ...

*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*

ડેથ સર્ટિફિકેટ

પ્રિય દિકરા,
યાદ છે તને?
તું નાની હતી અને આપણે પાના રમતા,
તું હંમેશા જીતી જતી અને હું હંમેશા હારી જતો,
ક્યારેક ક્યારેક જાણી જોઈને પણ,
તું કોઈ પણ હરિફાઈમાં જતી ત્યારે તમામ શિલ્ડ અને સર્ટિફિકેટ,
તું મારા હાથમાં મુકી દેતી,
અને ત્યારે મને તારા બાપ હોવાનો ગર્વ થતો.
મને થતું હું દુનિયાનો સૌથી સુખી બાપ છું.
આપણને કોઈ દુ:ખ હોય કોઈ તકલીફ હોય,
તો એક બાપની હેસિયતથી તારે મને તો કહેવું જોઈતું હતું...
આમ અચાનક,
તારા બાપને આટલી ખરાબ હદે
હરાવીને જીતાતું હશે...મારા દીકરા...?
તારાં બધાં શિલ્ડ અને સર્ટિફિકેટસ
મેં હજી સાચવી રાખ્યાં છે,
પણ એનો અર્થ એ તો નથી ને,
કે તારું ડેથ સર્ટિફિકેટ
પણ મારે જ સાચવવાનું...?!!

*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*

બસ એને તો...ખપે!

નદી કિનારે બેસી, શાને કિસ્મત પર રોવે?
એ તો રણમાં છે, બસ એને તો એક ઘુંટ પાણી ખપે!

વહેલી સવારે ઉઠી, શાને એને લલકારે?
એ તો અંધકારમાં છે, બસ એને તો થોડી રોશની ખપે!

ચાંદનીમાં વસી, શાને ગરમ થાય?
એ તો પરસેવે ન્હાય છે, બસ એને તો મીઠી ઠંડક ખપે!

બગીચામાં ફરી, શાને આમ કરમાય?
એ તો ઉજ્જડ ખેતરમાં છે, બસ એને તો મોહક મહેક ખપે!

કલમ કાગળ લઇ, શાને શાયરી ઠોકે?
એ તો તારી સામે જ છે, બસ એને તો પ્રેમભરી નજર ખપે!

*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*

મૃત્યુ મારું પોતાનું હતું

મૌતને મજાક માની, પ્રેમને બદનામ કરે છે
શૂળી પર આમ ચડી, શાને લોકો જીંદગીને ધોખો આપે?

શ્વાસને આપી દઇ, પ્રેમને જૂલ્મી ઠેરાવે છે
અપ્સરાની આશામાં, શાને લોકો જન્નતમાં જવા માંગે?

હ્રુદયને ચીરીને, પ્રેમની તરસ છીપાવે છે
પોતના દેહને માણવાને બદલે, શાને લોકો એને નશ્વર માને?

દોસ્ત જરા જીવીને તો જો, પ્રેમનો એહ્સાસ જ અદભુત છે
સાત જન્મ પણ ખુટી જશે, શાને લોકો મારી વાત ના માને?

મૃત્યુ મારું પોતાનું હતું એટલા માટે રુદન મારું ઘણું છાનું હતું,
અશ્રુઓ સાધન તરસ મારી છીપાવવાનું હતું.

એના હાથે માનવી રહેંસાઈ ટળવળતો રહ્યો,
આ જગત એવું અધૂરું એક કતલખાનું હતું.

મારે વહેવાના સમય પર હું તો છલકાઈ ગયો,
લક્ષ્ય સાગરમાં ભળી ઊંડાણ જોવાનું હતું.

હું જ નીરખતો હતો એ વાત હું ભૂલી ગયો,
મારા મનથી પાપ મારાં કોણ જોવાનું હતું?

એટલે તો મેં નજર પણ ના કરી એ દ્રશ્ય પર,
કે ગગનથી તારલા સિવાય કોણ ખરવાનું હતું!

અર્થ એનો એ નથી હું પણ 'જલન' તરસ્યા કરું,
ઝાંઝવાંઓને તો જીવનભર તરસવાનું હતું.

એ જ કારણસર રડ્યો ના હું સ્વજનના મોત પર ઓ 'જલન',
જાણે કે મૃત્યુ મારું પોતાનું હતું

*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*~*~*~*~ *~*~*~*~* ~*

With Best Regards,

Arpi

August 3, 2008

!!*!!~* Kya Tum Bhi Roye Ho Kabhi..?*~!!*!!

From: ~*~Priya Jain~*~ <priya.khushi2440@ gmail.com>
Date: Saturday, 26 July, 2008, 12:01 PM

Sent By PriyaSent By Priya     Sent By Priya
Sent By Priya

Ik raat hui barsaat bahot
Main royee saari raat bahot
Har gam tha zamaane ka lekin
Main tanha thi us raat bahot
Phir aankh se ek sawaan barsa
Jab sehar hui to khayal aaya
Woh badlee kitni tanha thi
Jo barsi saari raat bahot.....

Sent By Priya

Main jiss ko jaane se na rok saki
Main uss se mohabat ka dawa kyun karoon
Mere pas ab roney ke siwa kuch bhi nahi
Yahi daulat hai meri koi aur dua kyu karoo

Sent By Priya

Ham chahkar bhi tumhe pa na sake
Par tumne na chahkar bhi hame pa liya

Ham na chahkar bhi tumhe bhulane ki koshish kar rahe hai
Par tum chahkar bhi hame bhula na sake

Ham chahkar bhi tumhe khushiya na de sake
Par tum na chahkar bhi hame khushiyaan de gaye

Ham chahkar bhi pyaar nibha na sake
Par tum na chahkar bhi pyaar nibha gaye

Sent By Priya

Kisi ki khatir qaraar khona
Koi sunega to kya kahega
Yun uth kar tera raaton ko rona
Koi sunega to kya kahega

Bhanvar me mujh ko jo chod jaate
To tum par bhi na baat aati
Yun laa ke sahil par phir doobona
Koi sunega to kya kahega

Sent By Priya

Us ke siwa koi mere jazbaat me nahi
Aankhon me wo namee hai jo barsaat me nahi
Pane ki use koshish bahut hai magar
Pata nahi wo lakeer mere haath me hai ya nahi

Sent By Priya

Kya Tum Bhi Roye Ho Kabhi..?
Is Qadar Toot Kar
Meri Yaadon Se Nidhal Ho Kar
Mujh Se Milne Ko Betaab Ho Kar

Kya Tum Bhi Roye Ho Kabhi??? bolo na ..

Sent By Priya

Hontho ki zubaan ye ansoo kehte hai
Jo chup rahte hai fir bhi bahte rahte hai
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye
Ye unke liye bahte hai jo in ankhon me rahte hai

Sent By Priya

Jo nazar se guzar jaaya karte hai
Woh sitary aksar toot jaaya karte hai
Kuch log dard ko bayaan nahi karte
Bus chup chap bikhar jaaya karte hai

Sent By PriyaSent By Priya


Its funny how someone can break your heart and you still love them with all the little pieces.

July 30, 2008

Gujarati Shayari

દુઃખમાં રડી લેવાની પણ મઝા અનેરી હોય છે,
હારેલી જીંદગી જીવવાની પણ મઝા અનેરી હોય છે.

કીનારા પર વહાણ હંકારનારાઓ તમને શું ખબર,
તૂફાન માં કશ્તી ગુમાવવાની પણ મઝા અનેરી હોય છે.

તમામ ઉમર જેને પામવાની તડપ હોય પરંતુ,
તેને મેળવીને ગુમાવાની પણ મઝા અનેરી હોય છે.

બે હાથ વડે ઝીંદગી ઉલેચનારાઓ એટલું પણ જાણો કે,
છેલ્લા શ્વાસે હથેળી ખાલી જોવાની પણ મઝા અનેરી હોય છે.

એક વાટ પકડી ને ચાલનારાઓ મંઝીલ જરુર પામે છે,
કીન્તુ માર્ગ માં ભટકી જવાની પણ મઝા અનેરી હોય છે.

દુનીયા જીતનારા ઘણાં સીકંદરો ભૂલાઈ ગયાં,
એક-બે ના દીલ જીતી ચાલી જવાની પણ મઝા અનેરી હોય છે..

July 24, 2008

Shayaries by Unknown

Jab koi khayal dilse takarata hai
Dil na chahkar bhi khamosh reh jata hai
Koi sab kuch kehkar pyar jatata hai
Toh koi kuch na kehkar bhi pyar nibhata hai

Reth pe likhne ki aadat hai hamari
Isiliye to sagar se dushmani hai hamari
Chahe wo lakh bar aapka naam mitaye
Aapko bhulana taqdir nahi hamari

Lamhe ye sunhere kal sath ho na ho
Kal me aaj jaisi baat ho na ho
Yaadon ke hasin lamhe dil me rehenge
Tamaam umar chahe mulaqat ho na ho

Mere alfazon ko juth mat samajna
Yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna
Ji raha tha tumhare naam par
Mar jau toh bewafa mat samajna

Lehar aati hai kinare se palat jati hai
Yaad aati hai dil me simat jati hai
Faraq itna hai ki lehar bewaqt ati hai
Aur aap ki yaad har waqt ati hai

Rab se aapki khushi maangte hai
Duaon me aapki hansi maangte hai
Sochte hai chalo kuchh maange aapse
Aapki umar bhar ki dosti maangte hai

Nazre na hoti to nazara na hota
Duniya me hasino ka guzara na hota
Hamse yeh mat kaho ke dil lagana chhod de
Jaake khuda se kaho hasino ko banana chhod de

Wo laut aayega teri zindagi me
Jiska intzaar tuje aaj bhi hai
Maana waqt ne ki hai bewafai tujse
Lekin meri duaon me asar aaj bhi hai

Ruthne ka haq aap rakhte hai
Manaane ki chahat hum rakhte hai
Aapke hothon pe muskurahat yu hi bani rahe
Yehi dua rab se hum roz karte hai

Kaash dil ki awaaz me itna asar ho jaye
Ki hum jise yaad kare use khabar ho jaye
Rab se yahi dua hai meri
Ki aap jise chahe woh aap ka humsafar ho jaye

Kafi hai husn dil ko behlane ke liye
Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye
Chahe bhale pade gam se vasta
Ek hum jaisa dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye

Anjane me hum apna dil gawa baithe
Is pyar me kaisa dhoka kar baithe
Unse kya gila kare bhool hamari hi hai
Jo bina dil walon se dil laga baithe

Har khushi dil ke karib nahi hoti
Zindagi ghamon se dur nahi hoti
Ae dost is dosti ko sanjokar rakhna
Aeisi dosti har kisi ko nasib nahi hoti

Hum mitti ka aashiyana banate gaye
Bana bana kar unhe mitate gaye
Hame koi na apna bana saka
Ham har kisi ko apna banate gaye

Kaun hai jo manzil se door nahi
Kaun hai jo zindagi se majboor nahi
Gunaah to sabhi karte hai
Hamari nazar me to khuda bhi bekasoor nahi

Kab unki palkon se izhaar hoga
Dil ke kisi kone me hamare liye pyar hoga
Guzar rahi hai raat unki yaad me
Kabhi to unko bhi hamara intezar hoga

Nazroo se jab nazar ka takrar hota hai
Har mod par kissi ka intezaar hota hai
Dil rota hai zakham haste hai
Isi ka naam to pyaar hota hai

Unhone dekha aur aansu gir pade
Bhari basant me jaise phool bikhar pade
Dukh woh nahin ki unhone hame alvida kaha
Dukh to ye he ki uske bad wo khud ro pade

Maana ye waqt hame yaad karne wala nahi
Par bewaqt hi yaad kar liya karo
Mana aapke aas-paas sari duniya hai
Kabhi hamari kami ka bhi ehsas kar liya karo

Nashili aankhon se wo jab hame dekhte hai
Ham gabhraa kar aankhen jhuka lete hai
Kaun milaye unn ankhon se aankhen
Suna hai wo ankho se apna bana lete hai

Chandni raat me jab sara jahan sota hai
Kisi ki yaad me koi badnaseeb rota hai
Khuda kisi ko pyar pe fida na kare
Aur kare to juda na kare

Har pal muskurana zindagi hai
Muskura kar gam bhulana zindagi hai
Jeet kar muskurana bhi kya muskurana hai
Haar kar muskurana zindagi hai
Milkar log khush hote hai to kya hua
Bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai

Ham nibhayenge dosti marte dum tak
Ham hasayenge tumko gham se khushi tak
Ae dost kabhi humse naaraaz na hona
Saath rehna hamare akhiri dam tak

Ret pe naam kabhi likhte nahi
Ret pe naam kabhi tikte nahi
Log kehte hai ki hum patthar dil hai
Lekin pattharo pe likhe naam kabhi mitate nahi

Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte
Dil me rehne walo ki baat nahi karte
hamari to raah me bas gaye hai aap
Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte

Tujse dosti karne ka hisab na aaya
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aaya
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aaya

Jakham aisa diya ki koi dawa kaam na aayi
Aag aise lagayi ki paani se bhi bhuj na pasyi
Aaj bhi rote hai unki yaad me
Jinhe hamari yaad hamare guzar jane par bhi na aayi

Bhool jaane ka hounsla na hua
Door rah kar bhi wo juda na hua
Unse mil kar kisi aur se kya milte
Koi dusra unke jaisa na hua

Kaanch chube to nishan reh jaata hai
Dil tute to armaan reh jaata hai
Lagaa to deta hai waqt marham is dil par
Phir bhi umra bhar ek zakhm reh jaata hai

Log phoolon se mohabbat karte hai
Kaaton ko kisne yaad kiya
Ham kaaton se mohabbat karte hai
Kyunki phool ne hame barbaad kiya

Hum agar aapse mil nahi pate
Aeisa nahin ke hame aap yaad nahi aate
Maana jahan ke sab rishte nibhaye nahi jaate
Par jo bas jate hai dil me phir bhulaye nahi jaate

Nazar nawaz najaro me ji nahi lagta
Fiza gai to baharo me ji nahi lagta
Na puchh mujse tere gham me kya gujarti hai
Yahi kahunga hazaron me ji nahi lagta

Fiza par asar hawaon ka hota hai
Mohabbat par asar adaon ka hota hai
Koi aeise hi kisi ka diwana nahi hota
Kuch kasoor to nigahon ka hota hai

Pyar ke ujalo me gham ka andhera kyu aata hai
Jisko ham chahte hai wohi kyu rulata hai
Mere khuda agar wo mera naseeb nahi to
Aeise logo se kyu milata hai

Waqt guzrega ham bikhar jayenge
Kaun jane ki hum kidhar jayenge
Ham aapki parchayi hai yaad rakhna
Jahan tanhai mili wahan ham nazar aayenge

July 6, 2008

Shayaries by Unknown

Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
Lehro se pani ko hataya nahi jata
Hone wale ho jate hain khud hi dil se apne
Kisi ko kehkar apna banaya nahi jata

Socha tha na karenge kisi se dosti
Na karenge kisi se vaada
Par kya kare dost mila itna pyara
Ki karna pada dosti ka vaada

Samja do apni yaadon ko
Wo bin bulaye pas aaya karti hai
Aap to dur rehkar satate ho magar
Wo pas aakar rulaya karti hai

Waqt guzarta raha par sanse thami si thi
Muskura rahe the hum par ankho me nami si thi
Saath hamare ye jahan tha sara
Par na jaane kyu tumhari kami si thi

Kyu dil ke mere tukde kar diye
Kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye
Gunaah kya tha mera bas chaahna tumhe
Kyu meri zindagi me tune dard bhardiye

Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata
Lehro se pani ko hataya nahi jata
Hone wale ho jate hain khudhi dil se apne
Kisi ko kehkar apna banaya nahi jata

Socha tha na karenge kisi se dosti
Na karenge kisi se vaada
Par kya kare dost mila itna pyara
Ki karna pada dosti ka vaada

Samja do apni yado ko
Wo bin bulaye pas aaya karti hai
Aap to dur rehkar satate ho magar
Wo pas aakar rulaya karti hai

Waqt guzarta raha par sanse thami si thi Muskura rahe the ham
Par ankho me namee si thi
Saath hamare ye jahan tha sara
Par na jaane kyu tumhari kami si thi

Kyu dil ke mere tukde kar diye
Kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye
Gunah kya tha mera bas chahna tumhe
Kyu meri zindagi me tune dard bhar diye

Phool se pehle khusboo ko to dekho
Karne se pehle kaam ko to dekho
Kisike roop me diwana naa bano
Surat se pehle uske dil ko to dekho

Ham wo ishq hai jo dil bankar dhadakte hai
Ham wo khushbo hai jo baho me mahakte hai
Ham se pyar na karna ae zaalim
Ham vo dard hai jo ankho se chalakte hai

Apne pyar ko chhupa na chaha par chhupa na sake
Diwane dil pe kaabu ham paa na sake
Aaj itne karib se gujar gaye wo
Phir bhi unka hath ham tham na sake

Ikraar me shabdo ki ahmiyat nahi hoti
Dil ke jazbat ki awaz nahi hoti
Ankhen bayan kar deti hai dil ki dastan
Mohobbat lafzo ki mohtaz nahi hoti

Gham ki aahat na aaye tere dar par
Pyar ke samander ka tum bhi ek kinara ho
Bhool se jo tapke teri aankhon say moti
Thame wohi jo tumhe sabse pyara ho

Mohabbat me sath to harpal hota hai
Koi dikhne se hota he to koi dil se hota hai
Maza to sath me tab aaye yaaro
Jab judai ka lamha mahsus hota hai

Na chaho kisi ko itna ki chahat aapki majburi ban jaaye
Chaho kisi ko itna ki aapka pyaar uske liye jaruri ban jaaye

Gham ne hasne na diya
Zamane ne rone na diya
Is uljhano ne jine na diya
Thak ke jab sitaron se panah lee
Neend aayi tho aapki yaad ne sone na diya

Har ek se achi baat karna fidrat hai hamari
Har ek khush rahe ye hasrat hai hamari
Koi hum ko yaad kare ya na kare
Har ek ko yaad karna aadat hai hamari

Yaadon mein hum rahein ye ehsaas rakhna
Nazron se door sahi dil ke paas rakhna
Ye nahi kehte ke sath rahna
Dur sahi par yaad rakhna

Fasle mita kar aapas me pyar rakhna
Dosti ka ye rishta hamesha yunhi barkarar rakhna
Bichad jaye kabhi aap se hum
Aankhon me hamesha hamara intejar rakhna

Kisi na kisi pe kisi ko aetbar ho jata hai
Ajnabi koi shakhs yaar ho jata hai
Khubiyo se hi nahi hoti mohobbat sadaa
Khamiyo se bhi aksar pyaar ho jata hai

Khuda se thoda rahem kharid lete
Aap ke zakhmo ka malam kharid lete
Agar kahin kabhi bikti khushiyan meri
To saari bechkar aapka har gham kharid lete

Nighahe nighago se milaakar to dekho
Naye logo se rishta banakar to dekho

Hasrate dil me dabane se kya faida
Apne hoton ko hilakar to dekho

Aasmaan simat jayega tumhare agosh me
Chahat ki baahein failakar to dekho

Tum kya jano kya hai tanhai
Is tute hue patte se puchho kya hai judaai
Yun bewafa ka ilzam na de ae zaalim
Is waqt se puch kis waqt teri yaad na aayi

Aap ka ashiyana dil me basaya hai
Apki yado ko sine se lagaya hai
Pata nahi yaad apki hi kyo aati hai
Dost to hamne auro ko bhi banaya hai

Dosti gazal hai gaane ke liye
Dosti nagma hai sunane ke liye
Ye wo jhazba hai jo sabko nahi milta
Aap jaisa chahiye nibhane ke liye

Zindagi hai nadan isiliye chup hoon
Dard hi dard subah shaam isiliye chup hoon
Keh du zamane se dastan apni
Usme aayega tera naam isiliye chup hoon

Hoth keh nahi sakte jo fasana dil ka
Shayad nazron se vo baat ho jaye
Is ummid se karte hai intezar raat ka
Ke shayad sapne me mulakat ho jaye

Sehmi si nigaho me khwab hum jaga denge
Sooni in raho pe phool hum khila denge
Humare sang muskura ke to dekhiye
Hum aapke har gum bhula denge

Kaise kehde ki unse milne ki chahat nahi
Bekarar dil ko ab bhi rahat nahi
Bhula dete unhe bhi magar kya kare dost
Kisi ko bhulane ki is dil ko aadat nahi

Mana aaj unhe hamara koi khayal nahi
Jawab dene ko hum razi he par koi sawal nahi
Pucho unke dil se kya hum unke yaar nahi
Kya hamse milne ko wo bekarar nahi

Bolti hai dosti chup rehta hai pyar
Hasati hai dosti rulaata hai pyar
Milati hai dosti judaa karta hai pyar
Phir bhi kyun dosti chodkar log karte hai pyar

Aap to manzil ko mushkil samajte hai
Ham aap ko manzil samajte hai
Bada fark hai apke or hamare nazariye mein
Aap hame sapna or ham aap ko apna samajte hai

Leke ham dusro ki hasi kya kare
Jo apni nahi wo khushi kya kare
Tanha jine se behatar hai mar jaye ham
Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare

Phool bankar muskurana zindagi hai
Muskurake gham bhulana zindagi hai
Milkar log khush hote hai to kya hua
Bina mile dosti nibhana bhi zindagi hai

Ae khuda dua ye meri khali na jaye ki
Mere dost ki palkon mein kabhi aansu na aaye
Aansu nikle to khushi ke nikle
Gham ke aansu mere hisse me aa jaye

Tumhari yaadon ki mehek in hawaon mein hai
Pyar hi pyar hi bikhra in fizao mein hai
Aisa na ho ki duriya dard ban jaye
Ab to aap ka intezaar niaghon mein hai

Mohabbat ko mohabbat ka ishara yaad rehata hai
Har pyar ko apna pyar yaad rehta hai
Wo pal jo yaar ki baho me guzarta hai
Maut tak vo nazara yaad rehta hai

Panchi keh rahe hai ki ham chaman chod denge
Aur sitare keh rahe hai ki ham gagan chod denge
Agar tere ishq mein main mar bhi jau ae sanam
Tum dil se pukar lena hum kafan chod denge

Aansu aa jate hai aankhon mein
Par labon pe hasi laani padti hai
Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaro
Jisse karte ho usi se chupani padti hai

Kyu kisi ki khamoshi muje khamosh kar jaati hai
Kyu uski udaasi muje udaas kar jaati hai
Kya rishta hai uska mejse
Jo muje uski yaad har pal aa jaati hai

June 28, 2008

From Makbul Alam : sam_makbul@mumbaihangout.org

Ek hai Aasman Ka taara
Dusra hai Samunder Ka Kinara
Bewafa hai Zamana sara
Naseeb hai Accha hamara
Jo mila Dost aap Jaisa pyaara

Friends r like mornings
U may share with them only a few hours of the day
But u know that they wil always b there
tomorrow, the next day and the day after, forever

The best cosmetic for lips is truth,
for voice is prayer,
for eyes is pity
for hands is charity
for heart is love and
for life is friendship . . .

Kash aap bakri hote
ham apko ghass khilate aur
pyar se aapke seeng hilate aur puchte
Hamara sabse achha dost kaun?
Aur aap bolte, MAIN . . MAIN . . .

U know dosti ka rista aankh or ungli jaisa hota ha
Ungli ko jab chot lagti hai to ankh rone lagti hai
Aur jab ankh roti hai to ungli ansu pouchhati hai

If you need advice, message me...
If you need a friend, call me...
If you need me, come to me...
If you need money... ...........
THE SUBSCRIBER CANNOT BE REACHED!

From Gurjit Singh : gurjitfromindia@yahoo.com

Har Pal Mein Khush Raho

Zindagi hai chhoti, har pal mein khush raho...
Office me khush raho, ghar mein khush raho...
Aaj paneer nahi hai, dal mein hi khush raho...
Aaj gym jane ka samay nahi, do kadam chal ke hi khush raho...
Aaj Dosto ka sath nahi, TV dekh ke hi khush raho...
Ghar ja nahi sakte to phone kar ke hi khush raho...
Aaj koi naraaz hai, uske iss andaz mein bhi khush raho...
Jise dekh nahi sakte uski awaz mein hi khush raho...
Jise paa nahi sakte uski yaad mein hi khush raho
Laptop na mila to kya, Desktop mein hi khush raho...
Bita hua kal ja chuka hai, usse meethi yaadein hai, unme hi khush raho...
aane wale pal ka pata nahi... sapno mein hi khush raho...
Haste haste ye pal bitaenge, aaj mein hi khush raho
Zindagi hai chhoti, har pal mein khush raho

Received from chandan alis : chandan.alis@mumbaihangout.org


Kisi dard ko sambhal pana aasan nahi
Haste hue pal ko sambhal pana aasan nahi
Zindgi me har koi dil me nahi bas pata
Aur us ek base hue ko nikaal paana aasan nahi

Unhe Lagta hai ki hum har chehare ko dekhte hai
Unhe Lagta hai ki hum har chehare ko dekhte hai
Par unhe kya maloom hum har chehre mai unhe dekhte hai

Phoolo ke bich khade ho kar bhi khusboo ki kami hai
Baharo ke bich jhoom kar bhi khushiyon ki kami hai
Sabhke saath hote hue bhi mere mehboob teri kami hai

Baghon me phool to bahut hai par
Kaise kahe nazar aati hai unme aapki surat
Surate to bahut deakhi hai hamne par
Nahin unme koi aap jaisi khubsurat

Tumko chahne wale kam na honge
Waqt ke sath magar ham na honge
Apna pyar chahe kisi ko bhi dena
Par teri yaad ke hakdar ham hi honge